Ashtavakra aur raja Janak ke beech is adbhut sanvaad ki garima ko Osho ne apni amrit vaani dwara uski poornata mein prakat kiya hai. Ashtavakra-Janak sanvaad evam prashnottar ke maadhyam se Osho dharm, saadhana, tatha chetna ki atal gahrai mein hamein le chalte hain. Is apoorva sanvaad ko mahageeta kehkar Osho ne usme anoothi praan-pratistha ki hai.
Chapter 1: Dukh Ka Mool Dvait Hai Chapter 2: Prabhu Prasad -- Paripurna Prayatn Se Chapter 3: Jab Jagotabhi Savera Chapter 4: Uddeshya - Use Jo Bhave Chapter 5: Jeevan Ki Ekmatr Deenta: Vaasna Chapter 6: Dharm Hai Jeevan Ka Gourishankar Chapter 7: Pareeksha Ke Gahan Sopaan Chapter 8: Vismay Hai Dvaar Prabhu Ka Chapter 9: Sannyaas Ka Anushaasan: Sahajata Chapter 10: Kraanti: Nijee Aur Vaiyaktik